Un sy Nazar Malay Zamany Guzar Gay
Yani Udhar khay Zamany Guzar Gay
Poochee Jo Waja Weshat-E-Dil ke Quais Sy
Boola Mujhay Nahai Zamany Guzar Gay
Her Cheez Aa Rahee Hy Amarat (UAE) Sy Magar
Soohar ko Ghar py Aiy Zamany Guzar Gay
Yah Rab Hamary Sahar ( City ) ky Leader ke Khair Ho
Us ka Beyan Aiy Zamany Guzar Gay
Daman py Ap ky yeh Joien Ap hee ke Hain
hum ko to Sar Khujay Zamany Guzar Gay
Lilah Charah Gar, marey Kharish ky fiqur Kr
Un ko Gallay Lagaiy Zamany Guzar Gay
Ab Tak Gai Nahien hy Qamar ke Chuk
Hala-n- key NAAZ uthay Zamany Guzar Gay
By : Anayat Ali Khan Anayat

No comments:
Post a Comment